Tekst piosenki:
maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya
maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya
sada ke ye rishte nibhane hai sada
maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya
sada ke ye rishte nibhane hai sada
maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya
dulha banunga mai baja bajega
dulhan banegi tu mandap sajega
dulha banunga mai baja bajega
dulhan banegi tu mandap sajega
fir tu meri mang yu bharega jo bhi kaha wo kiya
sada ke ye rishte nibhane hai sada
maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya
phulo ki sej pe do dil milenge
mahkegi jindagi sapne khilenge
phulo ki sej pe do dil milenge
mahkegi jindagi sapne khilenge
har daur me apna pyar dega jo bhi kaha wo kiya
sada ke ye rishte nibhane hai sada
maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya
apna to mel hai sadiyo purana
juda kar sakega na humko zamana
apna to mel hai sadiyo purana
juda kar sakega na humko zamana
mai hu teri tu bhu mera rahega jo bhi kaha wo kiya
sada ke ye rishte nibhane hai sada
maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya
jo bhi kaha wo kiya
Dodaj adnotację do tego tekstu »
Historia edycji tekstu
Komentarze (0):