Shivam Pathak & Shail Hada - Khalibali

Tekst piosenki:


Wallah, Qaiss, Wallah..
Wallah, Qaiss, Wallah..

Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah, wallah, wallah

Habibi, Habibi, Habibi

Jase pehna hai maine yeh ishq-e-sehra
Duniya se Mera khalibali ho gaya hai dil

Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera, khalibali ho gaya hai dil

Jabse pehna hai main yeh ishq-e-sehra
Khalibali ho gaya hai dil, duniya se mera
Khalibali ho gaya hai dil

Taar-vaar dil ke sab toot se gaye
Neendon waale jugnu rooth raaton se gaye (x2)

Taar-vaar dil ke sab toot se gaye
Neendon waale jugnu rooth raaton se gaye
Lag sa gaya hai khwaabon ka aankhon mein dera

Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera, khalibali ho gaya hai dil
(Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera, khalbali ho gaya hai dil)

Saara jahaan ghoom ke hum
Tujhpe aake ruk gaye
Tere jaise aasmaan bhi
Tere aage aake jhook gaye

Padh loon kalma teri chaahat ka
Kehta hai yehi ishq ka mazhab
Dil pe laga hai ab mere tera pehra

Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera, khalibali ho gaya hai dil (x2)

(Khalibali khalibali...)

Habibi..

Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah, qaiss wallah, qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah, wallah, wallah (x2)