Mohammed Aziz - Duja Koi Roye

Tekst piosenki:

duja koi roye, duja koi roye use chup main kara du
apne ye aansu haye kaha main chhupa du, kahan main chhupa du

duja koi roye

rokna tu rone rulane de mujhe
rokna tu rone rulane de mujhe
aansuo se aag ye bhujane de mujhe, bhujane de mujhe
aisa na ho sari duniya ko main jala du
apne ye aansu haye kaha main chhupa du, kaha main chhupa du
apne ye aansu haye kaha main chhupa du, kaha main chhupa du
duja koi roye

aisa tere ladale ke sath kyun hua
aisa tere ladale ke sath kyun hua
mai to tha anath ye anath kyu huya, anath kyu huya
puchhe ye sawal to jawab main kya du
apne ye aansu haye kaha main chhupa du, kaha main chhupa du
apne ye aansu haye kaha main chhupa du, kaha main chhupa du
duja koi roye use chup main kara du