Gundaraj - Ek Nigah Mein

Tekst piosenki:

Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara
Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara

Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi
Meri to zindagi chura le gaya koi
Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi
Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara

Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi
Meri to zindagi chura le gaya koi
Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi

Ab kaise chain aaye bata-ae-nigahein yaar
Na dil pe ikhtiyar hai na khud pe ikhtiyar
Na lab hile na sine me halchal kahi hui
Dil haar aaye aur khabar bhi nahi hui
Dil haar aaye aur khabar bhi nahi hui

Chupke se humko apna bana le gaya koi
Meri to zindagi chura le gaya koi
Na jaane ik nigaah me kya le gaya koi
Aaya dekho na aaya dil ka lutera bachna zara

Ye bekhudi ye mast nigahon ki ye teri chaon
Rakhte kahi hai paon to padte nahi hai paon
Ye hale dil hua hai teri aasihki ke baad
Humko to hamara pta bhi nahi hai yaad
Humko to hamara pta bhi nahi hai yaad

Sanso me apni humko chupa le gaya koi